Monday, October 22, 2007

Today and Tomorrow..

Today and tomorrow..

Jo hua, achha hua.
Jo ho rahahai, achha ho raha hai.
Jo hoga, voh bhi achha hoga.

Tumhara kya gaya ki tum rote ho?
Tum kya laaye the jo tumne kho diya?
Tumne kya paida kiya tha jo nasht ho gaya?

Jo liya, yahin se liya.
Jo diya, yahin par diya.

Jo aaj tumhara hai, kal kisi aur ka tha, aur parso kisi aur ka ho jaayega.

Parivartan sansaar ka niyam hai.

Essence of the Bhagavad Gita.

No comments: